Tujhse door hu meTujhse door hu me, tanha nhi hu me...!Hu pareshan sa lekin, utna nhi hu me...!_Ahed-o-paimaa'n se palat jao'n aisa nhi hu me..!Aur yeh bhi sun le zara bewafa nhi hu me...!_Khata fitrat me h itna to samjh liya hotInsan hu me bhi, koe "farishta" nhi hu me..!_Ye kese soch liya mujh me roshni ki kami heSach to yeh he abhi tak jala nhi hu me...!_Jin raasto'n pe tera hone ka "gumaan" hota thUn raasto'n se ab guzarata nhi hu me..!_Door se kya khaak mere "zarf ki paimaesh" karog............utar ke dekh samundar hu, qatra nhi hu me....!_Silsiley nhi he to kya hua,mujhe yaad he har baaTere ehsaan bhool jaou'n itna bhi bura nhi hu me..!_Mujh me "khauf-e-khuda" abhi baaki he dostAbhi apne zameer ka sauda kiya nhi hu me..!_Ajeeb waswasey uth-tey he zehan mBohat din se "nazar" ko dekha nhi mein....!
Our relationship may have been burnt down to tattersOur relationship may have been burnt down to tatters.But its embers are still blistering inside my heart.I miss you
Wo Bewafa Hai Tab Bhi Wo bewafa hai tab bhiMain usi main rahta hoon,Uska har dard main haKe sahta hoon, koi mujhApna kahe na kahePar main aaj bhiUs bewafa ko apna kahata hoon
Mai Ne Kaha K Mujhay Chhor Do Ya Tor DoMai ne kaha Mujhay chhor dYa tor do.Wo bewafa hans k boliItnay nayaab khilonay roz kahan miltay hain
Bewafai ka dard tum kya janoBewafai ka dard tum kya janoBewafai ka dard tum kya janoJab aap par betegi tab hum yaad aayenge..
Bewafa Logo Ko Ham Se Behtar Kon JanegaBewafa logo ko ham se behtar kon janegaHam to jale huye kagzon se bhiAlfaaz padh liya karty hain